Thursday, 29 January 2015

Betu Hu teri M maa

m hu tera ansh tere ghrbh m meri ma.
mujh nanhi kali ko yu na murjhane do.
kr poshit mujhko shiksa se
is jhan m phchan mujhko banane do.
nhi hu bhojh m tum pr
thoda ruko mujhe ye ahsas dilane do.
phad likh ke hu rosan gagan me
is andhiyre jag m chmak felane do.
nhi hu abala hu sakti durga m
apne prakram se jag ko batnale do.
kro ek baar visvash mera
budhpe ka shahra ban jane do.
nhi hu kaam kissi se m
ye ahsashis jag ko batnle do.
ban klapna udan bharu antriksh ki
bas intana sa khvaab sajane do.
phan kr vardi is vatan ki
materbhumi ka karz chukane do.
na kro hatya meri ghrbh m
bs is jag m mujhko aane do.

Tuesday, 6 January 2015

Katilana Jehad

Kya kasur tha mera, jo mrva diya.
Is jehad k Naam, suli pr chada diya.
Abhi to mene is Jhan ko dekha bhi na tha.
Apni napunsukta ko chupane, Bali mujhko chda diya.
M to mano Kali tha,Lal tha apni maa ka,
Fir Kyu apni dusmni m, jinda jala diya .
Kya yhi hai mazhab, zhihad ter khuda ka,
Jo uske Naam pr bachpan mera mita diya.

Tu mera ahshas

Jab tha m tnha, tera sath mujhe Mila.
Is bedard duniya m, hatho m hath tees Mila.
Log matalb k liye aaye hai or chle Jate hai,
Pr tera sath is duniya m mere nsib se Mila.
Hai mujhe yakin tum nhi hogi juda mujh se,
Tere har sath se ye viswas mujhe Mila.
Jab tute dil k tar mhkho m yaar,
Mujhe har jaam pr jaam tuhjse Mila.
Mubarak ho Ye din Aaj ka, 
Jasan a - syam yaad rhkhna.
Ho Kitne hi gum mujhe do, 
pr tum khusiyo ka pagam yaad rhkhna.
Badle mosam to tum bhi badlna, 
pr Apne badle khyalo m apna aayam yaad rhkhna.
Phucho tum us asana pr dua hai meri,
pr apni jamin yaad rhkhna.
Hoge bhut tumhri khisiyo m samil,
pr apno ka slam yaad rhkhna.
Kamyabi ke har mod pr, 
apno ki duao ka maan yaad rhkhna.
Nhi milna hi hum se koi baat nhi, 
pr Apne khyalo m Ye dost yaad rhkhna.
Hr rah ho Asan mile gulabo Sa pyar, 
pr gulabk jar kaate ko yaad rhkhna.
Khuda se dua hai khush rho tum hamesa, 
pr in khusiyo m Ek naam  yaad rhkhna.