Tuesday, 6 January 2015

Katilana Jehad

Kya kasur tha mera, jo mrva diya.
Is jehad k Naam, suli pr chada diya.
Abhi to mene is Jhan ko dekha bhi na tha.
Apni napunsukta ko chupane, Bali mujhko chda diya.
M to mano Kali tha,Lal tha apni maa ka,
Fir Kyu apni dusmni m, jinda jala diya .
Kya yhi hai mazhab, zhihad ter khuda ka,
Jo uske Naam pr bachpan mera mita diya.

1 comment: